Hame apane huk ke liye ladana hai

Mere priya nishad bandhu hame apane purwajo ko nahi bhoolna chahiye. Ekalavay sa guru bhakti bhism si sakti.
Guharaj jaisi mitravat,
Phoolan jaise nirbhayta honi chahiye hum me. Hamari jati me abhi bhi 90% atyadhik garib hai. Unke uthan ke liye kam se kam hame na sahi ane wali pidi ke liye Aaransan ki mang karni chahiye. Hame ekjut hokar Aandolan karna hoga. Hamari jati me harajano se bhi battar jindgi jee rahe hai log. Din bhar machhali mar rahe thatha raat me daru peekar so rahe log. Unhe jagana hoga. Sabke dilo me aag lagana hoga. Apani jati ke utthan ke liye hum kuch bhi kar sakte ha. Humari takat ko abhi koi dekha nahi lucknow kya hai Dilli ko bhi hila sakate ha hum. Utho chadar pheko andhere ko khatm karna hai, apane huk ke liye hume ladana ha.
Phoolan jaisi sahasi veerangnaye hamare kul me hai tab hume kisase darna hai. Hume apane huk ke liye ladana hai.

7 comments:

  1. yup u rite ... m agree wid u

    gareeb hone ka reason yahi hai ki kuch karte nahi hai .. bas sham ko paube (daru) ka jugad karte hai ..ladte jhaghadte hai nd dusri jati ke log apna fayada uthate
    education ka to koi matlab hi nahi hota ..daru ke nashe bas bachhe paida karne me hi maja aata hai ..baki unhe padhane ke nam par unse majduri karai jati hai.bhachpan se hi galat society me pad jate hai chory karte hai ladai karte hai becoz mahol hi unhe aisa milta hai
    India me sabsi badi population ka hissa hai hum log.. chahe to Kranti la sakte hai ..

    anywayz kisi ke bap kya jata sab jante hai hamari caste ke bare me kuch Neta hai apni bhi caste ke ve bhi hum hi logo ka khoon pi rahe hai ..

    ReplyDelete
  2. baat ye nahi ha bat ha (आरक्षण)Reservations ka hamari jati aaj harijano se bhi peeche ho chooki ha yesa kyu ha kyu ki unhe har jagah chhoot di jati h srkar ki taraf se aur hamri jati ko chhoot nahi milti. agar hamari jati ko bhi yahi riyayt di jati to 10 12 ke bad study kyo chhodte kam se kam 1000 me se 20-30 ko aarashan ka labh milta ya nahi.
    Hame ladi reservation ke liye ladna ha .....

    ReplyDelete
  3. What i have seen that our own people are not interested in Reservation. It is not their fault fault lies with the leaders who want to lead the reservation issue . u ask them they themself canot tell the meaning of reservation . Ist make people understand reservation , then beneifts and then demand. Then tell them the proceedure jow to achieve

    ReplyDelete
  4. dear jk sahani please uploads latest pictures of every samaylan of our community it will be better to improve casts

    ReplyDelete

  5. *जो सफर की*
    *शुरुआत करते हैं,*
    *वे मंजिल भी पा लेते हैं.*
    *बस,*
    *एक बार चलने का*
    *हौसला रखना जरुरी है.*
    *क्योंकि,*
    *अच्छे इंसानों का तो*
    *रास्ते भी इन्तजार करते हैं..*

    जय निषाद

    ReplyDelete

  6. *जो सफर की*
    *शुरुआत करते हैं,*
    *वे मंजिल भी पा लेते हैं.*
    *बस,*
    *एक बार चलने का*
    *हौसला रखना जरुरी है.*
    *क्योंकि,*
    *अच्छे इंसानों का तो*
    *रास्ते भी इन्तजार करते हैं..*

    जय निषाद

    ReplyDelete